Description
ISLAMIC BOOK
deeniyat
Deeniyat syllabus mainly school aur madraso me padhaya jata hai.
Isme Qur’an, Hadees, Fiqh (basic rulings), duas aur akhlaaq ke sabak diye jate hain.
Easy language me hota hai taa ke chhote bacche bhi samajh saken.
Qur’an aur Surahs – Surah Fatiha, Surah Ikhlas, Surah Falaq, Surah Naas, etc.
Kalimaat – 6 Kalimas, Iman-e-Mufassal, Iman-e-Mujmal.
Ahadees – Chhoti chhoti hadees jisme akhlaaq aur ibadat ka zikr hai.
Masnoon Duas – Rozmarra ki duas (khana khane ki dua, sone ki dua, ghar se nikalne ki dua, etc.).
Fiqh ki bunyadi baatein – Wuzu, ghusl, namaz ke faraiz, roza, zakat.
Akhlaq aur Adaab – Buzurgo ka adab, sach bolna, padhai aur safai ki ahmiyat.
Islamic History (Seerat) – Nabi ﷺ ki zindagi ke waqiyaat, sahaba karaam ki misalein.
Bachon ke liye Islamic foundation strong hoti hai.
Rozmarra zindagi ke liye duas aur adaab seekhne ka best tareeqa.
Schools me Islamic Studies ke syllabus ki tarah use hoti hai.
Har level ke liye (Class 1 se le kar adults tak) alag alag Deeniyat books hoti hain.
Reviews
There are no reviews yet.